- lyricssy
- August 14, 2024
- Hindi Lyrics
Share this post :
Raat Ki Raani Lyrics Song Info
Album: Shakti
Song: Raat Ki Raani
Singer: Seedhe Maut
Producer: Calm
Composer: Siddhant Sharma
Lyricist: Siddhant Sharma & Abhijay Negi
Released: Aug 14, 2024
Raat Ki Raani Lyrics
[Chorus]
Ye saare talk-talk, SM kare knock-knock
Bande khaate khauf-khauf, energy den off-off
Hum kare boss job, CEO hain top-notch
Chhattis chod hain paale lekin paale nahi koi loss cause (Dil hai jawaan, woo, brr)
Woh uska loss-loss
Kehti, “Chalta sikka,” woh bas ho rahi hai toss-toss
Woh uska loss-loss
Pehle dikhta nahin tha khaas, ab bhai pe paisa bahut-bahut (Dil hai jawaan)
[Verse 01: Calm]
Paisa bahut-bahut, rakhu bade shauq-shauq
Gaane bante bop-bop, ho gayi bandi shock-shock
Hai paise ke liye sau phone
Aur jab dikh gaya money calling, dikhi mere peeche bhagti foreign
Haath mein jab dekhe woh Rollie, Jordan, haath se jo karu, kahe, “Billy Bowden” (Dil hai jawaan)
Kari cut-down kari baatein hain bahut kam
Party bhai bandi ke saath jaaye down
Aur jab aankhein tiki crown pe toh baaki shit hai side pe (Woo)
Woh aage dekhe clout mein aur chahti jaana all in (Aah)
All ’cause I’m boppin’, uh
Show ke baad hoon FL pe, not falling for it
Show ke baad hoon saath agar tu bohot important
Koi nahin Seedhe Maut se oopar, hai ye common knowledge (Dil hai jawaan, uh)
Inke liye top one kaun hai? Tere bhai do
Lagu kahaan se normal?
Bonnet pe hai dost, saala, kho rakha hai hosh aur fun hai
Kare show iconic and I move like Sonic
Har ek album chronic, yahaan pe fail mat, laude
Mujhe dikha tha cypher mein toh haath-pair jode
Aata hai guda inmein jaise hi ye log shehar-wahar chhode
Inhein chahiye nahin ki koi inke pair-vair tode, uh (Dil hai jawaan)
Ek bandi hai aa rahi bahut pasand par pata nahin if I have time for that shit
Bachha tha, gaa raha tha Green Day par school mein, I knew I was made for that stage
Aur kuch saal baad kar raha tha road’on pe rap, ab un road’on pe chalu toh scene
Bande ye bolen bahut, jaane ye andar-hee-andar kaun best in the biz (Dil hai jawaan, best in the biz)
[Chorus]
Ye saare talk-talk, SM kare knock-knock
Bande khaate khauf-khauf, energy den off-off
Hum kare boss job, CEO hain top-notch
Chhattis chod hain paale lekin paale nahi koi loss cause (Dil hai jawaan, woo, brr)
Woh uska loss-loss
Kehte, “Chalta sikka,” woh bas ho rahi hai toss-toss
Woh uska loss-loss
Pehle dikhta nahin tha khaas, ab bhai pe paisa bahut-bahut (Dil hai jawaan)
[Verse 02: Encore ABJ]
Gaand phaad, main aur mera paisa shandaar
Lage kismat pe hai chaand chaar
Jo mila mujhe rap mein hai jaan daal
Ab aate nahin kyun paas jaise chhua-chhoot?
Ghoome baaye haath, teri chhu aaye thooth (Teri)
Jaake apne gaanon mein ye bol aaye jhoot
Camera’e pe bante eemaan-daar, haan ji (Dil hai jawaan)
Dilli Hastinapur se kam nahi
Hum do, Naoshu aur Mo saath Blunt bhi (Ha-ha)
New age Paandav hain hum paanch sachchi
Bheem hoon, likhta hoon toh hilti dharti (Chal, oye)
Kuch naye baalak hain rap mein bharti
Artist hain whack, pahne art ki vardi (Yeah)
Humein de rahe hate, inhein fame ki jaldi
Inhein saga bhai de toh usse jalti (Dil hai jawaan)
“Uaenh-uaenh,” gaanon mein ye roye jaayein, “uaenh-uaenh”
Sochein hain ye GOAT, karein, “Main-main”
Hui teri phiss, karein tain-tain
Bhaiyon ka bhai, I’m a man-man
Woh reh raha hai Noida mein gaand-phati mein (Ha-ha)
Daalta nahi story, hai chhupa raha location
Par bach nahin paayega is zindagi mein (Dil hai jawaan)
Trilokpuri Khali, deta pehla cheera
Aaja, tere moonh pe nishaan doon free mein (Ayy)
Maang rahe hain jal lekin jalke raakh hain
Main jalke bhi failu kyun ki aag mein ghee hai (Ayy)
Seedhe Maut jal aur jeevan dono (Ayy)
Gaane waale nashe le-le mister E se (Ayy)
Mota paisa chaap rahe hain left aur right se
Bees laakh tax, sarkar ko fees den, bitch
[Chorus]
Ye saare talk-talk, SM kare knock-knock
Bande khaate khauf-khauf, energy den off-off
Hum kare boss job, CEO hain top-notch
Chhattis chod hain paale lekin paale nahi koi loss cause (Dil hai jawaan, woo, brr)
Woh uska loss-loss
Kehte, “Chalta sikka,” woh bas ho rahi hai toss-toss
Woh uska loss-loss
Pehle dikhta nahin tha khaas, ab bhai pe paisa bahut-bahut (Dil hai jawaan)