Lyricssy

Lyricssy
Kabhi Mein Kabhi Tum Lyrics

Share this post :

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Kabhi Mein Kabhi Tum Lyrics Song Info

Song:   Kabhi Mein Kabhi Tum
Vocals:    Ahad Khan & Usama Ali
Lyrics and Composition:   Ahad Khan, Usama Ali, Raffay Anwar
Music Producer:   Rafay Anwar
Vocal Production & Mixed by:    Rafay Anwar
Released:   June 10, 2024

Kabhi Mein Kabhi Tum Lyrics

[Verse 01: Usama Ali]

Kabhi mein kabhi Tum chalen donon sarkon pay
K Jaisay Tum kho gaye anjani raahon pay
K jaana murr k aana


K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re
K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re
Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana
Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana

Jaana Meri
Aankhen Teri
Menay dekha hai in may ek kinara
Aankhon ko Jo
Dekhoon na main
To bin dekhay na hota hai guzara

Kabhi Mein Kabhi Tum chalen duniya ki dorh mein aisay yoon bhaagnay
K chorhen manzilon ko lagay raahon mein din kaatnay

Din kaaten kis trah
Tujhko dekhay bina
Tujhko dekhoon to
sukoon milta be-panah

Ab mein or Tum bhi humse ‘HUM’ ban jayengay
Aankhon ki jheel mein terengy or zulfon pay mar jayengay

K jaana Dil mein rehna
K jana Dil me rehna Tum hamain na Bhool jana re
K jaana murr k aana Tum hamain na Bhool jana re

Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana
Bhool na jana Tum ham ko Bhool na jana

[Verse 02: Ahad Khan]

Sapnon sa toota dil hai
Dharkan mein tuu shaamil hai
Tu merey dil mein nahi hai
“Array jaana tu hi dil hai”

Khwabon ki tu manzil hai
Gaalon pay terey til hai
Main usko chhoona chahoon
Dekho kitna Mushkil hai…

Kyun k jaana kabhi tum nay na jana mujhay arsa huwa hai main hoon ab bhi deewana tera

Kyun k jaana kabhi tum nay na jana mera dil bhi hai khaali hai or Jug hai virana mera
Kyun k jaana…

Kyun k jaana
Teri aankhen karen baaten mujh say
Kyun k jaana teri aankhon nay apnaya khud say

Tum dekho sara zamana
Phir wapis laut k aana
Pooray dil say apnana
Tum ham ko bhool na jana

Bhool na jana tum ham ko bhool na jana
Bhool na jana tum ham ko bhool na jaanaaaa.

Featured Posts
Latest Posts
Categories

Subscribe our newsletter

Kabhi Mein Kabhi Tum Lyrical Video - AUR