- lyricssy
- July 31, 2024
- Urdu Lyrics
Share this post :
Ja Nahi Lyrics Song Info
Ja Nahi Lyrics
[Verse 01]
Aik shaam guzri teri yaad mein
Aik raat mujh par bhari bani
Aik aur waqiay ka hoa samna
Jis ki wajah tu saari bani
Na baal na meri daari bani
Kay ab zindagi bichari bani
Aur jaan le ker phir jaan kehna
Kaisi aaditein tumhari bani
Tum waqt par kabhi nahi aasakay
Aur mein waqt itna nikaal behta kai ab saath meray madhoshian mein
Kis haal mein khud daal behta
Karmioon mein gaon dhanday gaanay
Tera intizaar mein khaon thanday khanay
Teray rahat taak teray lamhay guzray
Toh aaj kerlo ghar pey bahanay
[Chorus]
Aur tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Kay ab dil mein baatein bhi reh gai
Aur jee bhi tuj say barha nahi
Tuj ko pata bhi zara nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Tujhay likh don apnay haq mein phir koi chahiyay hogi koi dawaa nahi
Likan jaan meri mein khuda nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Kay ab dil mein baatein bhi reh gai
Aur jee tuj say barha nahi
Tuj ko pata bhi zara nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Tujhay likh don apnay haq mein phir koi chahiyay hogi koi dawaa nahi
Likan jaan meri mein khuda nahi
[Verse 02]
Mein deta nahi isharay likan pakarlay
Tu seenay say laga ker mujhay jhakarlay
Kabhi Kabhi raat mein zaroori bhi hotay tu aa ker ghar bell baja pooch meri khabar lay
Meray kamray mein kursi pari
Aik maze aur khali sharabein dikhay
Kai paray hoay mozay dikhay
Kahin bas bikhari kitaabein dikhay
Tujhay dekhtay hum aur ghair bhi
Kaisay kaisay log kerein teri pairwi
Key sharab pi hoi be asar
Teray haathon sai peelay hum zehr bhi
Teray ashk ban kay absha
Teray ghar se guzar aik nehr bhi
Bas dedi na baghti naraazgi
Meray sai khush baaqi sher bhi
Waoh
Ab saaray thana khas tay rahtay
Teray dil mein bhi barstay rahtay
Hum befikr har baat sai
Hum bhi dheet banay hoa khud pai hastay rahtay
Kon aata kon thertha hai is dil mein sab gi jaga nahi
Bas waday kerkay tum tor do ab aisay bhi hoti wafa nahi
[Chorus]
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Kay ab dil mein baatein bhi reh gai
Aur jee tuj say barha nahi
Tuj ko pata bhi zara nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Tujhay likh don apnay haq mein phir koi chahiyay hogi koi dawaa nahi
Likan jaan meri mein khuda nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Kay ab dil mein baatein bhi reh gai
Aur jee tuj say barha nahi
Tuj ko pata bhi zara nahi
Toh tu ja nahi?
(tu ja nahi?)
Tujhay likh don apnay haq mein phir koi chahiyay hogi koi dawaa nahi
Likan jaan meri mein khuda nahi
Woah
(Woh woh)