- lyricssy
- August 25, 2024
- Hindi Lyrics
Share this post :
Bonita Lyrics Song Info
Album: GLORY
Song: Bonita
Artist: Yo Yo Honey Singh Ft. The Shams
Lyrics: The Shams, MD Hayat & Leo Grewal
Released: Aug 26, 2024
Song Description
“Bonita,” the fifth track from Yo Yo Honey Singh’s album “GLORY,” features a captivating collaboration with Shams. This energetic song combines catchy beats with engaging lyrics, showcasing Honey Singh’s signature style. For fans of the artist, the “Bonita Lyrics” deliver a vibrant and memorable experience that adds to the album’s diverse tracklist. Dive into the world of “GLORY” and enjoy the unique blend of rhythms and lyrical flair in this standout track.
Bonita Lyrics
Smith 32 bore
Aakhein tere hai bonita
Shawty you dont know
Mere dil pe kya beeta
Karun reminisce
All the time tere baare
Sab se kareeb meri
Tu hi hai amiga
On spot murders
Karti na wait yahan
Bandi on a kill streak
Koi bhi na safe yahan
Jab bhi woh ghar ki hai
Karti safai
Nikalta aashiqon ka
Malba tu dekh yahan
Hooron mi zameen pe
Talaash nahi hoti
Na karta deedaar
Wo jo khaas nahi hoti
Har ik move khaas
Bandi exclusive
Like a blunt yaaron me
Woh pass nahi hoti
Tu karti deserve
On loop ye wafayen
Me hass ke kabool karun
Teri ye sazaayen
Aaja barsaade tere husan baarish
Kali kali zulfon ki mere pe ghataayen
Tumhari nazr-e-karam
Ho to kaam hojaye
Aada se dekhlo
Kissa tamam hojaye
Tumhare dar pe main
Karta hu isiliye sajde
Na jaane kon se
Sajde main kaam hojaye
Tumhari nazr-e-karam
Husn walo ko na dil do
Ye dagha dete hai
Pehle dil lete hai phir jaan bhi le lete hai
Apne matlab ki har ek baat pakad lete hai
Ungli miljaye to ye
Haath pakad lete hai
Waada karte hai magar
Saaf mukar jaate hai
Saamne aaye to
Katra ke guzar jaate hai
Dosti inki na acchi
Na mohabbat acchi
In haseeno se to hai
Door ki chahat acchi
Jisko ye zulf ki zanjeer se aazaad kare
Deen to deen hai
Duniya mein bhi barbaad kare
Tumhari nazr-e-karam
Ho to kaam hojaye
Adha se dekhlo
Kissa tamam hojaye
Tumhare dar pe main
Karta hoon isiliye sajde
Na jaane kon se sajde
Main kaam hojaye
Tumhari nazr-e-karam