Lyricssy

Lyricssy
Asli Hip Hop 2.0 Lyrics

Share this post :

Facebook
Twitter
LinkedIn
Pinterest

Asli Hip Hop 2.0 Lyrics Song Info

Song:   Asli Hip Hop 2.0
Artist:   CHEN K
DOP and Shot by:   Awais A. Khan
Released:   Aug 09, 2024

Asli Hip Hop 2.0 Lyrics

Chen ka career tabah
Kargae pinky do charsi talha,
Hip-hop mein Kuch nahi kar Saka,
Chen Fame ke liye sab ke peeche para

 

Larki rap sun Zara
Kangana ko tune Randi kyun Kaha?
Hype ka bhooka tu hype ka bhooka,
Mazhab ki baaten Karke mat paka!

 

Phir main Kya karun? Sab ko Hilaake dikhaun?
Ya gandd – lyrics mein milaake dikhaun?
Talha ki Tarah kya main charsen phookun
Ya views, emiway ko diss Karke lootun

 

Ya Nora plastic ke dikhaun gubaare?
din ratjiss ne chaate bhushan kumaar ke
Main Sach bolun tou haters ki hatt ti hai,
Kya Badshah tatti ni hai?

 

ajeeeb se hiphop ke nazaare
kyun mote paande gadhe ko ese judge banaare?
akheeer likhari iske kyun uthaare?
kyun ki brand deals inko milenge saare.

 

ohhh tabhi rappers yeh sar jhukaare
kyun ki rappers ko rapping se ghar chalaane…
broooo tbhi mu pe lage inke taale,
Likhaari tabhi yeh Commercials bannaare

 

Saare rappers yeh hogae commercial,
Honey ke shout-out pe proud uchalkar,
Bewakoof Politics yeh smjhte nahi bandar,
Honey ke share karen usey hip-hop ke andar.

 

kaala dhan kamaake respect ke yeh bhooke,
Per katar hiphop in wannabes pe thooken,
Honey, Badshah, ashleeeelta se mashoor the
Yaqeen nahi kisi ko mera Tou dilin se poochle.

 

Villian main hip-hop ka, gaaliyan commenton mein,
Parde utharaha hun kyunki main farebon se,
Bhoolgae Khuda ko yeh, thooken mazhobon pe,
Allah bhagwaan rabb dhoonden shaitaanon mein.

 

Gaanon mein sunte nahi gandd ya fahashi,
Lyricism inki rabb se na farmaani,
Bachi baazi, Nasha, ya ego badmaashi,
Inke top 5 haraam khor aur sharaabi.

 

Rabb ki baaten karun tou hater wo cheekha,
Mazhab ki baaten na kia kar hoja seedha,
Mazhab se TU itna hee chirta hai Tou Ghar
mein pari kyun tere Guru granth, Quran ya Geeta?

 

Meri Likhai Compare Karen do charsion se,
Rabb ke Sipaai ko milaaen patli lakriyon se,
Focus Inka raps se ziada ass pe,
Dono Fame ke bhooke chupe hip-hop ki Wardiyon mein.

 

Nazey ko diss Karen, Jo Sacha likhaari hai,
Ghamand aur guroor in tinkon pe haavi hai,
chirya tapra hai sunke Kaun Talha,
Wohi talah Jo bana nahi Saka – Qaum tabah.

 

Nazey pe diss poori, baat pe itni si
Dar ki Baari aae Tou TU bheegi billi,
Zaahir hai, Dar se phat ti har kisi ki,
Dar Tou nikaalde bohemia ki pishi…

 

Jhuke na sar Aage kisi insaan ke,
Nadir utaardega jhooton ki khaalen,
Nadir ke bol rabb ki talwaar hai,
Nadir ke bol zulfiqar hai.

 

Ali ki taur hun main, Jhoot ki maut hun main,
Ek nahi, 100 hun main, Pakistani Qaum hun main,
puche Jo Kaun hun main, Asli hip-hop hun main
Dono talhaaon ka sab se bara khauf hun main..

 

Krishna Collab mili Chen ki waja se,
Badshah raftaar ne diye share dabaake,
Career Kya banta dono ka warna yeh, yeh
Nashon mein, charson mein, kab ke marjaate..

 

Jhooti success duniya ko dikhata ni
Apne fans ko charsen main pilaata nahi,
Bechke qalam bhara Ghar ka kiraya nahi,
Rap ko kabhi main ne career banaya nahi,

 

Rap ko main ne kabhi main ne career banaya nahi,
Rap ko kabhi main ne career banaya nahi,
Alhamdulillah,
Jhoot ka zarra bhi kaaghaz pe laaya ni,

 

Maut aane ke baad – awaam – asli likhaariyon ki karey qadar,
Jo sare aam – jhoot se larain, Rabb ese jihaadiyon pe Karay Fakhar.


Farebi, beghhairat, jhooti zabaan, sath dajaaliyon ke kharey chawal,
Nadir Maidaan pe jab – Tou sab – HARAMIYON ka karey Hashar

 

Ilaaj ruhaani ka sochkay Yunus ki taangen aaj bhi kaanptin,
in dono ka baap main, Meri wajaa se baney per awaam yeh nahi jaanti,


puraanon se poochlo bataenge wo qisse jab mashoor main inse bhi,
Puraanon se poochlo jaake asal Urdu Rap shru kisne ki..

 

Apni aur emiway ki shakal main dekhra hun inki thumbnail ki tasweeron mein,
Kehte hai hype ka bhooka main, tbhi diss karun larun in do keeron se,


Tanqeed Karen Kutte yeh bhaunke, kamata hun main Karke baaten Islam ki,
Han likhta ni charson pe panties pe, pepsi kfc pe dono yeh laanti.

 

Falastinion ki shahaadat ke baad bhi yeh khaate yahoodi ka chaara,
Bus humshakal ya Qaum tabah karde tabah Inka so called career yeh saara,


Jo kufr aur gandd ke daur mein ruhen jagara bhae kaise wo hara?
Badkirdaar, yeh koi itne Munaafiq thooke Mera inpe nafs e ammara

 

Shukar karun main rabb ka, bardun Ghar ka, waqt per kiraya,
Alhamdulillah, para Ghar mein jitna bhi kuch pehleee se sab ziada,


Rap Likhai, kala hamesha se mere liye Sach bolne ka Zariya tha
smjh nahi aati kyun tapta mere pe Raaj Jones ya Rohan cariapa.

 

Rap bot, Rohit ko salaam Mera, Biased hue bghair Jo dekhen kaam Mera,
Gadhe Jo baken Chen k likhaari rapper ni, hip-hop news mein aag ki Tarah kyun Naam Mera?


Paigaam Mera: agar yeh Likhai nhi, Tou poora yeh hip-hop jhoota nihaaeti,
Itni mashoori ke baad bhi Dikhaai ni deta ke Chen abhi tak bikaa hee nahi.

Featured Posts
Latest Posts
Categories

Subscribe our newsletter

Asli Hip Hop 2.0 (Official Video) - CHEN K